
nokrani se bartan toot gaya,
malkin ne kaha: jahil ye kia kiya tum ne
bache: mama ye ye jahil kia hota hai
mama:kuch sochte howe k bacha lafz ka ghalat asar na le le keh dia is ka matlab sehatmandi hai,
next day:aik bartan nokrani se or toot gaya
malkin:pagal aj phr tor dia
bacha: mama ye pagal kia hota hai
mama:beta iska matlab kamzor hota hai
1 din bache ki nani bemar par gai
bacha maa k saat nani ko dekhne gaya or nani ko dekh kar kehne laga
mama nani pehle kitni jahil thi or ab kitni pagal ho gai hain


0 comments:
Post a Comment